Dua for 1st Ashra (10 days)
Friends jassa ka aap sab janta hain ka kal sa ramadan mubarak start ho raha main ya chahta hoon ka hum sab mil ka ramdan mubarak ka tenoo Ashroo ka zikar karain aaj main na pahlaa Ashra ki dua ka thread banaya hai
Insha_Allah 10 days ka baad 2nd Ashra aur ussi terhan 10 aur din ka baad
teesara aur last Ashra ki dua main share karoon ga I am sure aap sab baki zikar's ki terhan iss zikar main bhi maraa sath dain gaa

"YA-HAYYU- YA-QAYYUMU BIRAHMATIKA ASTAGEES"
Dua for 2nd Ashra (10-20 Ramadan)
میرے رب! میں اپنے گناہوں کی مغفرت چاہتا ہوں اور تیری جانب پلٹتا (توبہ کرتا) ہوں۔
Dua for 3rd Ashra (20-30 Ramadan)
اے اللہ! مجھے آگ کے عذاب سے بچا لے۔